Wednesday, 6 April 2016

tum nipat lou pehley dostoun sey apnay

tum nipat lou pehley dostoun sey apnay
Lovely Poetry
Nahi aati khabar koi janng ki dushmanoun ke shehar sey�

Keh rahay they tum nipat lou pehley dostoun sey apnay

Zaraa si tabbiyyat kiya nasaaz huwi mer

Zaraa si tabbiyyat kiya nasaaz huwi mer
Lovely Poetry
Zaraa si tabbiyyat kiya nasaaz huwi meri�

Bachay wakeel ko boola kar laye tabeeb se pehley

apni majboori kyun banaatay ho

apni majboori kyun banaatay ho
Lovely Poetry
Khuwahishoun ko apni majboori kyun banaatay ho�

Khud main aur khuddi main itni doori kyun banaatay ho..

jabb tum zaroori hi nahi zamaanay ke liye Abbas�

Phir zamaanay ko khud ke liye zaroori kyun nahi banaatay

Ubb akailay chatri mujh se sambhaali

Ubb akailay chatri mujh se sambhaali
Lovely Poetry
Kya din they woh bhi ke jabb saath they hum tum�

Ubb akailay chatri mujh se sambhaali nahi jaati

Zehar sey ziyaada khatarnaak mohabbat hai

Zehar sey ziyaada khatarnaak mohabbat hai
Lovely Poetry
Zehar sey ziyaada khatarnaak mohabbat hai agar koi issay..

chakh ley tou zindagi bhar mar mar ke jeena parhta hai

Merey andar baitha huwa shakhs

Merey andar baitha huwa shakhs
Lovely Poetry
Meri samajh se baahir hai�

Merey andar baitha huwa shakhs�

Laggan jo laggi hum ko ishq ki teri

Laggan jo laggi hum ko ishq ki teri
Romantic  Poetry
Laggan jo laggi hum ko ishq ki teri �

Khud ko choarh kar dil mera, teraa hogaya

aap ke saath rehna chahtay hain

aap ke saath rehna chahtay hain
Lovely Poetry
Jo loag waqai aap ke saath rehna chahtay hain�

Woh iss ke liye koi na koi raasta talaash kar laitay hain

Hum sar phiroun ke saath koi sar phira chale

Hum sar phiroun ke saath koi sar phira chale
Lovely Poetry
Hatt kar chalain wo hum se jinhain sar azeez ho�.

Hum sar phiroun ke saath koi sar phira chale�

Har cheez maangi khuda se

Har cheez maangi khuda se
Lovely Poetry
Hairaan hoon aaj apni hasratoun par�

Har cheez maangi khuda se � khuda ko choarh kar

Mujhe uss ki kami khaane lagi hai

Mujhe uss ki kami khaane lagi hai
Lovely Poetry
Mein ghut�ta jaa raha hoon dheeray dheeray �

Mujhe uss ki kami khaane lagi hai..

Yeh faisla ubb hamaari aankhain kareingi

Yeh faisla ubb hamaari aankhain kareingi
Lovely Poetry
Bayaan aapko kahaan aap ki baatain karaingi�

Yeh faisla ubb hamaari aankhain kareingi

Binn terey agar jee saktay tou

Binn terey agar jee saktay tou
Lovely Poetry
Binn terey agar jee saktay tou�

Kartay nahi yuun minnatein teri..

Akailay kaise raha jaata hai

Akailay kaise raha jaata hai
Sad  Poetry
Akailay kaise raha jaata hai�

Kuch loag yeh sikhaanay�

meri zindagi main aaey�

Udaasiyoun ki wajah tou bohat hai

Udaasiyoun ki wajah tou bohat hai
Lovely Poetry
Udaasiyoun ki wajah tou bohat hai zindagi main�

Par bewajah khush rehnay ka mazaa hi kuch aur hai�

Iss mein likhe hen wafaon ke tazkare

Iss mein likhe hen wafaon ke tazkare
Sad Poetry
Rehne de ye kitaab tere kaam ki nahi

Iss mein likhe hen wafaon ke tazkare

Mohabbat bhi ajeeb mousam hai

Mohabbat bhi ajeeb mousam hai
Lovely Poetry
Chala jae tou phir nahi aata

Mohabbat bhi ajeeb mousam hai

Agar bewafaon ki koi duniya hoti

Agar bewafaon ki koi duniya hoti
Sad Poetry
Agar bewafaon ki koi duniya hoti

Hamaara yaar wahan ka baadshah hota

Aae dil tujhe dukhaaya jaanaa

Aae dil tujhe dukhaaya jaanaa
Lovely Poetry
Aae dil tujhe dukhaaya jaanaa ki be rukhi ne�

Kiya mujh se poochta hai khud la jawaab hoo mein

Faqat duniya ko dikhaane ke liye

Faqat duniya ko dikhaane ke liye
Lovely Poetry
Jeena tou parhega,,Faqat duniya ko dikhaane ke liye�.

Warna hum ne kabb chaahi hai,uss ke baghair zindagi

Deen-e-ishq main munaafiqat nahi hoti Lovely Poetry

Deen-e-ishq main munaafiqat nahi hoti
Lovely Poetry
Deen-e-ishq main munaafiqat nahi hoti�

Meri duaa main tera naam pehle aata hai..

Apni wafaa pe naaz tha sachaiyoun ke saath

Apni wafaa pe naaz tha sachaiyoun ke saath
Lovely Poetry
Rouka nahi tha usko bicharhne ke waqt bhi�

Apni wafaa pe naaz tha sachaiyoun ke saath

Na gharz kisi se na waasta

Na gharz kisi se na waasta
Lovely Poetry
Na gharz kisi se na waasta,,,Mujhe kaam apne hi kaam se

Tere zikar se teri fikar se teri yaad se tere naam�.

Barsaat main kaaghaz ki tarah bheeg gaya

 Barsaat main kaaghaz ki tarah bheeg gaya
Lovely Poetry

Rehne do ubb ke tum bhi mujhe parh na sako ge

Barsaat main kaaghaz ki tarah bheeg gaya hoon mein